Sone ki koshih to bahut ki
par so nahi paya,
Teri yaado ne mujhe
har pal har lamha sataya..
Lamha kat ta nahi
yeh intezar ka,
Mujhko to rehta hai intezar
Bas Tere deedar ka !!
Samjhata hu ise bahut,
Ki abhi woh tere pass nahi,
To kehta hai palat ke mujhe,
Mehsoos krke dekh use,
Woh hai sirf tere aas paas yahin !!
Deewanepan ki us raah pe
Chalna mera maqsad na tha,
Dil lagi mai woh kar gaya
Jo karna mere bas mai na tha!!
Kaise samjhau is bewafa dil ko
Jo mera hokar bhi ,mera na ho raha
Yeh to teri chahat mai dooba,
Madhosh ho kar so raha !!!
par so nahi paya,
Teri yaado ne mujhe
har pal har lamha sataya..
Lamha kat ta nahi
yeh intezar ka,
Mujhko to rehta hai intezar
Bas Tere deedar ka !!
Samjhata hu ise bahut,
Ki abhi woh tere pass nahi,
To kehta hai palat ke mujhe,
Mehsoos krke dekh use,
Woh hai sirf tere aas paas yahin !!
Deewanepan ki us raah pe
Chalna mera maqsad na tha,
Dil lagi mai woh kar gaya
Jo karna mere bas mai na tha!!
Kaise samjhau is bewafa dil ko
Jo mera hokar bhi ,mera na ho raha
Yeh to teri chahat mai dooba,
Madhosh ho kar so raha !!!
No comments:
Post a Comment